Computer ki 10 chaukane wali bate jo hame pata nahi.




   Hii dosto , aj hum computer kuch aise baate janege
suvas755
 jo ki hame pata nahi hoti hai or hame internet ka mahtaw
 nahi samjata ki kaise internet ki duniya banate vakt google
 ya koi bhi insaan ho use mushkil ka saman karna hi padat hai 
isliye aapko bhi computer ke tathya ko jana hoga or samjna
 hoga ki such me kitani mehnat lagi hogi www banana me 
yaneki internet banane me ager aap bhi chahte hai ki mai bhi
 internet se piase kamau to aapko hard work karke hi paisa kamana
 hoga.matlllab internet per hard working kani padegi kamyabi aapke
 kadam chaumegi.to chaliye jante hai 1968 se aage google ki internet 
ki jankari jo bahut logo ko pata nahi hai.
computer ka khayal kaise rakhe.ye article jaroor padna chaiye
Hum computer ke bina koi baat soch bhi nahi sakta ki(imagination)
 nahi ki ja sakti chahe vo website ho education ho ya koi company 
ya fir koi bhi vishal mashine hume computer se hi control kar sak
e hai  lekin mai aapko bata du ki ise pahle computer technology ki 
duniya aisi nahi thi.bahut saare progress ,exeperiment,or kramik vikas 
 ke baad internet ko devlope kiya hai.or abhib hi technology per exeperiment 
chalu hi hai. Yah taknik manav jivan ki life bana sakti hai to aaye jante hai 
kaise internet ka shod lagaya gaya.

     Hum aapko technology ke bareme bata rahe hai.
·         Kya aap jante hai ki sabse pahla mouse (computer ka 
mouse )lakdi ka banaya gaya tha (wood) ka banaya gaya tha.
·         Kya aapko pata hai ki her mahinme 5000 se bhi jada 
computer virus banaye jate hai.
·         Kya aapko pata hai sabse pahle moniter ka use kis saal me
 kiya gaya tha -1980 me kiya gaya tha.
·         Kya aapko pata hai ki vishv ki hardisk me keval 5 mb data hi 
store kiya jata tha mager ab to 64 bit tak data save kiya jata hai itan
 fark tha pahle computer me or ajke computer me.
·         Kya aapko pata hai ki duniya ka computer keyboard ka avishkar 
(invention) 1968 me huva tha.
·         Kaya aapko pata hai computer me dikhane vale sabhi video drush  keval 3 color se bane hote hai  laal, hara, or nila  se bane hai.
·         Kya aapko pata hai floppy disk ka upyog  cd,dvd,pendrive  KA 
DATA ADAN PRADAN KARNE KE LIYE KIYA JATA THA .
MAGER AJ KI DUNIYA ME TO kuch na hi puce to behtar hai.
*
*shayad aapko pata nahi hoga ki pahle floppy disk ka avishkar 
1970 me huva tha,or uski storage shamta (store capacity)keval 75.79  itani thi.
*shayad aapko pata nahi hoga ki duniya me sabse jada prayog 
kiya janewala usb hardware pendrive  1999 me pata lagya gaya tha,
lekin sabi logo ke samne matlab purchase karne ke liye  (istemaal
) karne kiye -2000 saal me prayog kiya gaya ,us vakt isaki storage
shamata sirf 8  MB THI jisse kuch bhi data save nahi kiya ja sakta tha
 mage raj dekhiye.



      Isliye dosto mera aapse suggestion hai ki aap bhi internet ke
 duniya me shamil ho jaiye or logo ki help kijiye jisse aap bhi
 paisa kama sakege or logo ki help bhi mil jayegi jisse aapko 
maan samman milega or aap internet ki jagah apna ghar banlege .

    Ager aapko ye post pasand ayi ho to aap hame fb per like kare 
or subscribe karna na bhule jisse hum jab bhi new post karege to 
aapke email id per send ho jayegi. Thanks for read my tutorial...