suvas75
computer ka dhyan kaise rakhe

Computer ,laptop ka dhyan kaise rakhe ,kaise khush rakhe laptop ko janiye ab hindime.



                                    Hello my dear readers aj ka ug itana aage bad gaya hai ki her kisike paas computer ya laptop dekhne ko milate hai jadase jada logo ke pass android phone hota hi hai or kaise hume  kaise dyan rakhana chaiye aj usike bareme janege.aj ke yug me her koi new computer le raha ha imager unne pata nahi hota hai ki apne ppc ka dyan kaise rakha jaye. To chaliye mai apko batata hoo ki pc ke rakh rakhav ke bareme batata hoo.

1.       Apke computer ke liye sahi or newntam ka hi prayog kare

Yaneki DRIVERS KA USE kare jo ki bahot hi important part hai hamare pc ke liye.

                  2.hum apne computer ke cabinet ko ,keybord komoniter ,mouse,ki safai karate hi hai

 Mager hume pc ko cold yaneki thoda thanda rakhne ki bhi jaroorat hoti hai. Magre hum kabhi unper

Dhyan dete hi nahi bus apne pc se kaam hi kaam lete ho.

3.yadi aaapne aapke pc ke ander ke part ko saaf nahi kiya to



Aapka pc me problems bhi aa sakte hai jo ki

 Pc ke liye bahuut hi hanikark ho sakte hai.

                  4.
                      Aapke computer ke power supply bhi kharab ho sakta hai

                 Dhul ,gandagi se aapka fan band bhi ho sakta hai jiske paise 600 ru.

Repair vale lete hai. Hum paise kamane ke liye pc ko kharid te hai to

Hamara pc hamara sabkuch hai.isliye roj subsh utkar pc ko pochna chaiye.

5.

                Apke computer me hamesha sahi arthing de jo ki pc ke liye bahot hi jaroori hai.

                         Or haa do pin vale plug ka use na kare,bulki arthing vale  3 plug ka hi upyog kare .agre sahi arthing nahi mil raha hai to aapke electrishian se baat karle.
  6.

              Village me ya city me bhi line ki problems hoti hai agre aap important work kar rahe hai or line chale jaye to kitana bada nuksan hota hai,sab mehnat bekar chali jati hai UPS KA UPYOG KARANA  chaiye, agre line ki problems hia to aapne UPS ka upyog jarror karna chaiye.

7.laptop ya koi  bhi pc per kaam karate vakt tea ya pani ka use na kare

Khana khate vakt bhi water ya kisi dravya padarth ka use nahi karna chaiye,

Agr galti se bhi pani laptop ke upper gir gaya to pc ke pure sercuit ko kharab yaneki DEFECTIVE  kar sakta hai.

8. khana khate vakt bhi pc ka use na kare kyuki aapke hatoko laga khana bhi keyboard ke button me jaker button kharab kar sakta hai.

9. ager aap internet ka use karate hai to  laptop me ek accha antivires dalkar rakhe jo aapke pc ko virus se bachane me madat karat ho.agre aap aapke laptop me high kam karate hai matlab professional kam karate hai to free vale antvirus ka use na kare koi verified antivirus ka use kare.

10.  baar baar laptop ko pc ko format na kare,aisa karne se aapki

HARD DISK kharab ho sakti hai.


11. ager aaapko laptop se acchi perfonce leni hai hai togair jaroori software ka prayog na kare. Aaapke kaam ke hi software ka use kare.

12.  kuch log apne band laptop ya computer per kitabe rakh dete hai jo ki bahot hai hanikark  ho sakta hai.isi vajah se laptop ki screen kharab ho sakti hai.ya fir toot bhi sakti hai iske alva pencil se ya bolpens se line vagair e na banye our khas tor per bachose dur rakhe.

13.ager aap bed ya rajai per thandi me laptop ka prayog karate hai to ye bahut hi harmful ho sakta hai.isse laptop garam hota hai, heat hota hai,kyuki ke iske ventilation point

Rajai per rakhane se band ho sakte hai.

14.   jitana ho sake laptaop ko pc ko dhul ya gandagi se bachaye .

Dhul laptop ke chip oric per jam jati haijisse vah thande nahi rahe pate.

Or garm hoker kharab ho jate hai.or keyboard ke button per dhul aanese keybord

Bhi jald hi kharab ho jata hai,ya uske button jald hi jam ho jate hai.

15.  aapke dvd rom ko bhi saaf kareuski lense bhi kharab ho sakti hai.isliye

Dvd rom ko bhi bachye rakhe .

16. laptop rakhane ke liye acchese bag ka istemaal kare,laptop bag ka use laptop

Rakhane ke liye na kare balki agre laptop niche bhi gir jaye to

Laptop ko dakka bhi nahi lage.koi bhi scrash na aye isliye acche se acche bag ka use kare.

17.  laptop ki battery bhi uski mukya bhag hota haiisliye uska bhi dyan rakhan bahut jarrori hai,

Laptop ki battery accha backup de  isliye POWER MANGEMENET per dyan de.ya fir power plan chune ,

                            POWER  PLAN KAISE CHUNE ?

    POWER PLAN  chune ke liye apke pc ka control panel chune.

Or POWER OPTION per jaiye,yaha se aap apna convenient plan chun sakte hai.

18. ager aapke laptop ki battry charging karni ho to laptop ko band karke hi charg kare.

19.  laptop ke charger ka vishesh dyan rakhe ager aapke yaha line ya holtage ki problems hai to

Stabliger ka use kare.charger kharab hone per junion charger ka hi upyog kare.

 Local charger se battery tatha laptop karab hone ki sambhavna bahut rahti hai.

 20.  laptop ke battery ko kabhibhi discharge na hone de.,isse aapki battry jald hi kharab ho sakti hai .


                          To dosto kaise lagi aapko ye jankari ye jankari aap apke dosto me bhi share kar sakte hai joki bahut hi helful hai.

               Aage hum janege ki kaise laptop pc ko kharab honese bachaye ,

      Or kharab laptop ko kaise repair kare. Niche aap thouts pad sakte hai.