software kya hota hai. hindime


Hello my dear friend aj janege ki kaise

mobile me software open kare or software kya hota hai,

her koi person jana chahta hai ki software kya hota hai,

jisse pata hai ki software kya hota hai vo vakti to  ye post padega nahi

 mager her kisika likhane ka tarika alag hota hai,iisliye her ek post panda

chaiye jisse admi ke brain me bahot sara gyan sama rahega.aapke pass jitana jada gyan hai

 aap  utane hi internet me expert hote jaoge.

To chaliyw dostoaj hum ye post me software kya hai ussi ke bareme janege.



                                    Software kya hota hai?


           Software un programo ko kaha jata hai jinne hum hardware pe chalate hai,

 Hum kisibhi computer ko chalate hai to vo operating system

Ke vajs se chalate hai,operating system ke bagair aap computer

 me kaam nahi kar sakte, or som ek prakar se jame huye software ka samuh hai

 jo ki akado ko niyantrith karta hai,operating system 

hardaware or software ke bich me kaam karta hai.


             Computer ka apne aap me koi work nahi hota hai

Computer keval hardware jaise keyboard,mouse moniter etc ka hi samuh hai,

Operating system hardware ke bich kuch

saband stapit karta hai.operating system ke vajah se operater ko

koi bhi pareshani nahi hoti hai.isliye hume jada  jarurat nahi padti hai.

Sathhi computer use karnewala tanav mukt hota hai

 isliye hume computer use karne me bahot asani hoti hai


 Example ;  ki tor per aap koi printing ka kaam kar rahe ho

To kendriy prossesor avshak aadesh deker operating system per  deta hai

 Or vo own hi kaam karna suru kar deta hai.   

 Name dena, Vishay ki suchiko change karna,

directory badna aadi kaam operating system ke dwara kiye jate hai, aj jo

sabse badi operating system Microsoft company dwara  banai gayi hai.

Inme

   DOS,WINDOW -98, WINDOW EXP, WONDOW VISTA, etc.lekin in sabko computer

Ke saath me kharidna padta hai agre aap mukt me operating system ka use

Karna chahte hai to linux ke  bahot saare operating system hai jo muft me use kar sakte ho,

Inme kahi saare simple bhi hai magre inne sikhane me jada time lagata hai.

Kyuki abhi windows bahot hi chal hai isliye hum ussi ke bareme janege.

       Application software,  application software aapke her jaroorat ko pura karte hai,

Yadi aap kuch likhna chahte hai to windows me notepad hote hai,wordpad hote hai.

Iske alava aap office notepat ka upyog kar sakte hai.

jo  bilkul muft hai ya fir aap Microsoft office kharid sakte hai.

Microrosoft  office ka use aap typing karneke liye kar sakte hai.

Iske alava aap ganit ya powerpoint presentation ka use kar sakte hai.

 Kisibhi window mw droing naam ka software hota hai

Ager aapko advance droing karna hai to aap ek software ka use kar sakte jisse aap

Jada se jada use kar sakte hai. Aap <gimp>ka prayog kar sakte hai. Mjo ki mukt hai

Ya fir adoph company ka photoshop software kharid sakte hai jo ki bahut hi accha hai.


                         So aj ke liye itana hi dosto age hum pure computer ke


 bareme dekhege ki kaise computer ko repair kare computer ke konse part hote sabhi jankari aapko yaha mil jaegi bus aisa samaj lijiye ki aapko job ki jarurat hai or ye webside padkar aap

computer repair karke ache khase paise kama sakte hai.