Samsung  j2 mic fault solutions kaise repair kare full  guide.




   Hii  friends , ajke topic me hum janege “  samsung j2 mic fault solutions ko kaise repair kare “  agar aapke pass bhi koi samsung company ka mobile phone repaiiring me ata hai to aapko hamare bataye step ko follow karke koi bhi samasung ya jo abhi new mobile phones bajar me available hai unke mic fault ko aap asani se repair kar sakte hai . aj mai aapko aise mic fault solutions ke bareme bata raha hu jo ki bahut hi important hai kyuki goole me aapko aise post bahut hi kam read karne ko milege  isliye aapke pass jitna time hai aap utne jada raticle read karte rahe aapko bahut hi jald mobile repair karna aa jayega.


also read : introduce mobile phone of a chager fault soluitons


hot air gun ka use mobile phone repaiaring me kaise kare

samsung j2 mic fault soluitons kaise thik kare



   Jab koi mobile me  new mic lagane per bhi jo hamari awaj hai vo dusre ko sunai nahi deti hai or aapne new mic change bhi karke dekh liya hai firbhi problems solve nahi hoti tab aapko kya karna hai  konse part me konse ic me fault ho sakta hai pcb body ko trace karna hai aj mai aapko usike bareme batane vala hu .


  Mere pass jo samsung mobile phone hai usme kisi technician ne new mic bhi lagaker dekha hai magar firbhi problems nahi nikali or mic fault solutions vaise ka vaisa hi raha hai so aj hum aapko puri deatils me batane vale hai ki ab aise mic fault solutions ate tab aapko kya karna hota hai or konse componts ko trace karke check karna hota hai. So chaliye dosto jada vakt na lagate huve aapko bata dete hai ki kaise aap koi bhi samsung mobile phone ke mic fault solutions ko reapair kar sakte hai.

 Samsung mobile phone mic fault solutions kaise repair kare.


1.     Jo abhi ki technology mobile phone hardware ki vo bahut hi small micro type ki hai jaise mere pass samsung j2 mobile phone hai jisme mic fault problems hai so isame aap image me dekh sakte hai ki small type ka micro mic hai ise hum  digital mic bhi keh sakte hai.

2.      So mai maan leta hu ki aapne mobile phone ko open kar liya hai ab aapko us micro digital mic ko multimeter ke jariye check karna hai so aaaiye dekhte  hai kaise hum digital mic fault ko check kar sakte hai.
digital mic repair


3.     Jadatar abhi jo mobile phone launch huve hai usme jadase jada digital mic ka hi use kiya gaya hai so in mic ko meter se check karene ke liye pko us mic ko pcb body se remove karna hai  hot air gun ke madyam se paste lagaker mic ko remove kare .
4.     Digital mic ko nikalne ke baad  ab kaam hota hai ki jo mic ke 2 point hai pcb per un point ko meter se interface ke liye check karna hai. Kisi mic me 5 contact point lage hote hai magar is mobile me 2 hi so badiya hai hamare liye . so aap jab bhi koi mic ko change kare yaneke old mic ke jagah new mic se kare lagaye tab mic ke interface ko check karna chaiye ki mic interface sahi hai ya nahi.


Samsung  j2 mic fault solutions kaise repair kare full  guide.

alos  read :xiaomi redmi note 3 display background light fault solutions kaise repair kare

             mobile phone ki keypad problems soltuions full guide mobile phone repair
 
                 laptop ke not charging fault solutions kaise thikk kare



5.     So multimeter  ko le lijiye meter ki ek red vali probe ko ground se connect kare black probe se jo mic ke 2 interface point hai unko check kare ek side me meter se check karne per meter me  500 se jada reading show honi chaiye . or ek side me bhi raeding ana chaiye matalab jo hamara dusra point hai usme bhi reading show honi chaiye magar kabhi bhi aisa bhi hota hai ki mic ke jo 2 points hai unper bhi reading show nahi hoti hai. Kyuki jo interface point jhote hai usme se ek point audio ic me connect hota hai 

or usme filtyer hone ke liye audio ic or mic interface ke bich me  ek filter capaciter lagay huva hota hai so agar vio faulti hai to hamare mic me awaj nahi ati hai . fir aap kitane bhi mic ko change kyu na kare . aapka mic fault solutions repair nahi ho sakta hai. So ise kaise trace kiya jata hai use kaise repair kiya jata hai uske bareme aj mai aapko bata deta hu.

samsung mobile phone interface line check
6.     Humne  uper cool testing karke dekhi hai magar cool testing me confirm nahi kar sakte hai ki ic ki jo interface line hai vo sahi hai ya nahi isliye ab hum bahut deep me samjane vale hai ki kaise hum dusra tarika use karke pata laga sakte hai ki jo mic ke 2 points hai unmese ek point me raeding kyu nahi aa rahi hai so chaliye dusra tarika aapko pata dete bahut hi dyan se post k read kare kyuki padai hi sabkuch hai bade bade doctor ,vakil bhi padai karke hi aage bade hai isliye aap mobile repairing me jitna jada article read karege aap utne acche technician ban jaoge.

7.     Uper maine aapko  cool testing ke bareme bata diya hai.  Ab hum  hot testing bhi karke dekh leta hi ki hume kya result milta hai. So obile phone ko firse display connecter lagaye battery lagaye touch pad belt lagaye or ab mobile phone ko on kare .

8.     Mobile phone on ho jane ke baad mobile phone me recording ko open karna hai or kuch bhi audio record karna hai. Yaad rahe ki hot testing karte samay recording chalu on hi rehni  chaiye.

9.     Ab meter ko le uske baad  black probe ko ground se connect kare red se mic ke 2 point hai unko check kare ek side me 2. 70 se jada reading ayegi or ek side me probe se check karne per kuch bhi reading nahi ayegi yaneke hot testing or cool testing me jada fark nahi hai  magar ye mic fault ke liye hai hai dusre fault me cool testing or hot testing alag alag work karti hai.

10.                         Humne 2 tarikese dekh liya hai ki hamare mic per cool testing bhi ki hai or hcot testing bhi ki hai magar firbhi koi value nahi aa  rahi hai yaneke 2 point hai usmese right vale per reading show hoti hai or left vale point per reading show nahi ho rahi hai  so ab kaise pata kare ki hamare mobile phone ka mic interface sahi hai ya nahi. So mere pass or ek tarika hai jisake jariye aap asani se pata laga sakte hai ki mic interface line sahi hai ya nahi.

11.                        Ab apko kya karna hai ki mobile phone me sim lagana hai or jo mobile ka piche ka back cover hai use lagana nahi hai un point ko check karna hai ab mai maan leta hu ki aapne sim card laga diya hai hamare faulti mobile me .


    also read : computer ke kisibhi service ko disable enable kaise kare


                        sabhi mobile phone samsya ka soluitons all post mobile phone repairing in this article .


            motherboard ke power supply solutions kaise thik kare

12.                        Mobile ko on kare ab ek dusra mobile phone le or us dusre vale mobile phone se hamare falti mic mobile per call kare ab call ane per recieve kare  call ko recieve karne per jo second vala mobile hai uska volume bada de  out kare ab twizzer le or jo faulti mic ke jo 2 points hai jis point per reading show nahi ho rahe hai us point per twizzer ya koi or upkaran lagaye ab dekhe ki jo second vala mobile hai usme bahut jada vibrate ho raha hoga.

Iska matlab ye hai ki hamare mobile ke jo 2 interface point hai vo sahi work kar rahe hai agar vibrate nahi hota hai tab mobile ke interface me hi problems hoti hai magar yaha per aisa nahi hai so ab kya karna hai ab aapko ye karna hai ki digtal mic ko nahi use karna hai  jo smalll keypad vale mobile phone me mic lage huve hote hai jisse hume  analog mic ke naam se jaante hai.


13.                         Ab aapko ek reisstance lena hai jisaka value 4.70 omhs tak hoan chaiye ab use mic ke jo 2 contact hai point hai unper lagana hai so resistance ko iron ke help se lagaye ab ek universal mic ko le  .

14.                        Ab aapko kya karna hai jo universal mic hai uska ek wire mic interface ke point per jumper karna hai jis point per reading show nahi ho rahi thi us side se ek wire  
digital mic fault solutions full guide
jumper kare universal mic ka ek sira niche ground se connect kare jaise  aap uper image me dekh sakte hai resistance ko 2 point per lagane per universal mic ko kaise lagana hai.

15.                          So is tarh se aaap koi bhi mic interface ko trace kar sakte hai or digital mic support na kare to kaise use universal mic me change kare uski jankari maine aapko is post me di hai agar aapka koi sawal hai ya post ke bareme koi dikat hai to aap hame comment kark bata sakte hai .

I hope ki aapko hamara “  samsung mobile phone digital mic fault solutions ko kais  repair kare “   ki jankari acchi lagi hogi or mai ummid karta hu ki aap hamare article ko google ,facebook ,twitter jaise popular socail media per jarur share karege . thanks for read my article.......