Laptop ,pc ke not charging problems ko kaise repair kare.



     Hii dosto ! mera naam hai sheihk vakil or mai aj aapko laptop ,pc ki “not charging problems kao kaise repair kare “isake bareme batane vala hu .jab aap koi naya laptop khard te hai ya old laptop lete hai to aapko not charging ki problems hoti hai mai ye nahi kehuga ki sabhi me hoti hai aisi problems mager aapko ager is post ki jarurat hai to aap ise pad sakte hai.

aksar kya hota hai ki jab koi virus hamare computer me attack karta ya ram me koi junk lag jata hai to aisi problems hoti hai ager aap bhi jana chahte hai ki kaise problems ko solve kare to ab aap is website per “computer repairing ,mobile repairing course “ bade asani se sikh sakte hai.


                    Maine dekha ki jab ye problems ati hai to log google.com per search karte ha magar ye janakri aapko nahi milati ha imager mai aj aapko ye janakri dene jar ha hu hindi me agar aap computer duniya me mobile phone ke duniya me aapki  life  banana chahte hai to aapko is site ko subscribe krna hai jisse aapko new post aapke email address per send ho jayege. 


    So jab aap laptop ka charger lagate ho to aapko error ata hai ki not charging ya bad charging aise vakt aapko is post ki jarur help leni chaiye so isake problems ko kaise solve kare isake kya method hai mai aapko batane ja raha hu dyan se pade ye post chaliye dekhte hai kya karna hai aapko “laptop ke not charging problems ko kaise repair kare”.


     Step 1:-
                  Sabse pahel aapko kya karna hai ki jo aapke laptop ka  ac adapter  hai use remove kar dijiye .yaneke aapko  ac adapter ko  nikalna hai .


    Isake baad aap battery ko nikale ,or jo battery ke piche ke bhag me  coper ,tambe  ke jo plate lage hai jaha battery ko laptop se connet karte hai use  bled  se ya kisi or uprkaran se  scrash  karna hai .


 aapko scrash kyu karna chaiye kyuki ager coper per koi junk chad gaya hai ya koi problems hai to aapko use scrash karna padeaga jisse aapki charging ki problems solve ho jati hai.+ or – ko scrash karne ke baad aapko battery ko lagaker dekhna hai ager firbhi problems solve nahi hoti hai to fikr na kare mai aapko or ek trick batauga jisse aapki problems jaroor solve ho jayegi.
also raed: 


Laptop ,pc ke not charging problrms ko kaise repair kare.how to fix laptop not charging problems solve.


    Ager aapke window mw koi problems hai to apke computer me aisi problems ati rehati hai  chaliye aapko dusri step ke bareme bata deta hu agar aapko kuch samaj me nahi aa raha hai to aap comment box me bataye aapki help jaroor ki jayegi or eki baad mere dosto her koi kya karta hai ki post padkar chala jata ha imager  ham 

aapki help karte hai to is website ke article ko share kare or aapke dosto ko bhi bateye jisse unki bhi life succsess bane rojgar uplabd ho aapko sabhi computer or mobile ki janakri di jayegi or problems aati hai to comment bhi kar sakte hai.


 Step 2:-
1.      Is trick me aapko jo aapka computer ka icon hai usper right click karna hai .  aap photo  me dekh sakte hai .
+
Laptop ,pc ke not charging problrms ko kaise repair kare.how to fix laptop not charging problems solve.

2.      Right click karne ke baad aapko  manage  per click karna hai .jaise hi aap manage per click karege to aapke saamne kuch file s open hogi jisame aapko  device manager  per click karna hai 

3.      Device
repairirng course
Computer charging problems repairing course.
“mobile ,computer repairing all course in hindi”.