hello my name is vakil, hii all of you don't worry about this function that's really share power supply repairing so starting your "computer power supply repair" .
so start and carefully follow my step .......

"Power supply ki basic jankari".



  power supply me agar koi problem hai to use VRM section kaha jata hai .jise hume power supply KO repair Karna hota hai. ye problem tab ati hai jab aapka CPU ka fan chalte chalte band ho jata hai 

"computer ke power supply ko kaise repair kare".


1.
ab aapko sabse  pehle vrm section me Jo Maine photo me bataya hai 12 pin ka connecter usko multimeter se check kare . multimeter ki ek pin ka sira
12 volt pin
Ek sira kahipar bhi lagaye or in pin box KO lagaye

charger par lagaye or ek pin ka sira he Jo 12 pin ka connecter dikhai de raha hai usko lagaye (  Kali pon charger me sire se lagaye ' dusri laal pin multimeter ki 12 pin vale box ko sabhi ko check kare )



2.
    un 12. pino me se Jo age ke 2 pin hai go 12 volt ke hote hai Jo right side me hai capaster me side me hai .or Jo left side me hai une GROUND PIN kaha jata hai .
3.
  an aap multimeter le lijiye or Kala sira motherboard
ke kahipar bhi lagaye red sira 12 volt ke 2 pinoko touch karke  dekhe . ( warning:    aapko multimeter KO buzzer point par set kare . ab check karke dekhe . an jab aap pin we check karege to beep ki awaj ayegi agar awaj as rahi hai to samaj le ki aapka vrm section me motherboard me koi na koi problems jaroor hai .

4.
  aapke component s faulti ho sakte hai  MOSPET  faulti ho sakte hai . capister aapka short ya fault I ho Sakta hai  dusre side sent Jo capistr page hai vo bhi faulti ho sakte hai ya koi capsiter fuga huva hai ya JAL gaya ho old ho gaya ho to problems ati hai.

5. ya for aapke vrm me SMD  ic kharab
vrm ic kehte hai.
Agar he if kharab hai to change kare upar fingat lagaye Jada hit ho rahi hai bad de.
ho skati hai usake near me Jo Small small coponets hai unme bhi problems ho sakti hai . agar iv short hai to supply nahi jata isliye if KO bhi check kare .

6. jadatr MOSPET OR CAPISTER  hi short hote hai . isliye aapko sabse pehle. MOSPET ke bareme jankari honi chaiye Jo Maine aapko photo me bataya hai  use MOSPET kehte hai to sabse pehle MOSPET KO dekhte hai .

7. ek MOSPET men or supporting hota hai ek main ek supporting aise cool
men or supporting mospet
Agar ye mospet sort hai to same value vale dusre lagayevya full post pade.
milakar 6 MOSPET hote hai ek main ek supporting .

     Jo men MOSPET hote hai vo ekmek se Jude hote hote hai . supporting eksaath Jude hote hai MATLAB ek Jaan hote hai .
8.
 ab aap main MOSPET KO baher kadege or use opniar ke liye multimeter se check karege ki kya fault hai ek baat yaad rakhe ki aapko smd mashine se ya iron se  MOSPET KO baher kadna hai or check kare. agar MOSPET short hai to usake jaisa hi dusara MOSPET lagaye aisebsabhi KO Bari Bari se check karke dekhe . yaneke Jo sorting vale mospet hai unko badal de change kare de .

9. agar MOSPET me koi problem nahi hai to Jo input me lage huye MOSPET hai unko check kare . unko bhi nikale or multimeter se check kare jadatar capister full jate hai  ya faulti hote hai unko check kare .
   agar capister me koi problems hai to aapko vrm section me faulti dikhyega yaneke motherboard me problems dikhayega .

10.  agar MOSPET bhi tik hai input ke capister bhi tik hai yane koi fault nahi hai to aapko output me check karke dekhana  hai ki kahi koi capister fula
output capister
Agar input capister me koi problems nahi hai to output capister KO check kare .
huva to nahi ya sabko nikalkar check karke dekhe .

11. agar aapka MOSPET bhi tik hai input output capister me bhi koi problems nahi hai to aapko  vrm section me Jo ic lagi hai use check Karna hai . Jo Maine photo me ic  batayi hai use check kare .
      agar ic me ya usake near me small capister hai unme koi problems nahi hai to aapke computer ke CPU me bhi short ho sakta hai . agar CPU faulti hai to dusara lagaye or use upar Jo processor hai vo bhi change kare.
micro processor
CPU ke upar Jo clip hai use micro processor kehte hai.
12.
    jadatar problems MOSPET ya capister ki hi hoti hai agar MOSPET kahrab hai to  same value vala mospet lagaye . ab agar aapko same value vala   agar aisa hai to aapko processer KO badalna hai . agar aapne micro processer KO change bhi kare diya firbhi detect nahi kar pa raha hai Jo aapka MOSPET hai uske Jo wage ke get hai uspar multimeter se check kare agar kuch signal aa rahe hai to  MOSPET kharab hai agar nahi as rahe to aapko vrm section ke ic KO check Karna padega .

14.
       vrm me ek ic ke dwara vrm ic me 5 volt ka supply milta hai  agar aise me koi bhi signal nahi mile vrm ic ke to aapka display
switch on nahi ho payega . so aapko output me late huve capister KO  check Karna hai vo likhi ho sakte hai ya fule huve  bhi ho sakte hai isliye une bhi check kare or Jo bekar ka capister hai use nikalde.

    I hope ki aapko ye jankari achhi lagi ho . agar aapko kuch samaj me nahi as raha hai ya koi problems hai to aap comment karke ouch sakte hai aapke sawalo ke javab jaroor mil jayege .
  agar post acchi lage to aapke dosto ke sath is website KO content KO share kare ,like kare ,site KO subscribe kare , fir milege dosto ek naye jankari ke sath agar hamari koi galati ho rahi hai to aap hamko suggestions de sakte hai .

thanks for read my tutorials.........