Mobile phone ke pcb per lage huye ic ki jankari or kaha hoti hai ic kya use hota hai ic ka sabhi detail me janakri .



        
                              Hello dosto ,aj ke topic me hum aapko batayege ki pcb per konsi ic kaha lagi hoti hai or kaise ic ka kaam hota hai ,kaise use kiya jata hai ic ko mobile repairing ke liye konse part me konsi ic lagi hoti hai aj is article me usike bareme batane ja rahe hai ,jab koi mobile phone on nahi hota ya fir pcb per koi daag ,iron jaker bait jata hai ya mobile water,pani me gir jata hai tab bhi ic ki problems ati hai jisse hame pata nahi hai ki ager mobile pcb per konsi ic kaha or kis jagah per lagi huyi hai to aap mobile ka fault kaha hai or kis part me aapko samjneme musahkil aa sakti hai .iskliye chaliye ajke tutorial me aapko batate hai ki ic ki problems kaise ati hai.or ic ka upyog kya hota hai mobile repairing me.

  Sabse pahle aapko pcb ke part ke bareme jaan lena chaiye jo ki maine apni pahle post me bataya hai.to chaliye stepe by step follow kariye or dyan se padiye ki konsi ic kaha hoti hai or hum aapko ic ka description bhi dege jisse aapko samjne me asani hogi.



                          Follow my step by step ......



1.      Power amplifier.

So friends sabse pahle hum janege ki power amplifier kya hai or isaka udse kaha hota hai.
         
mobile pcb ic information
  Pa ka matlab hota hai ki network stag yaneke network ka trasmiter karta haijab hume koinetwork ki problems ati hai to hume pa ko check karna hota hai.jissse network ki problems solve ho sake.to jab bhi koi no network ki problems ati hai mobile phone me to hume amplifier ko chek karke dekhna chaiye ,ya fir pa damage ho jata hai to hume ise badlna padata hai ya usko repair karna padata hai .humne iske bareme bhi ek post likhi hai jisse aap yaha click karke pd sakte hai.

2.      Antina switch .
          
mobile network fault problems solve
  Jo aapka pa hai usike right side me antina laga hota hai aap photo me dekh sakte hai. Isaka kaam bhi vahi hota hai jaise pa ka hota hai transmission karta hai yaneke networkr trancemittion karta hai.or usike side me  bandpast filter laga hota hai jisaka kaam ye hota ki network ko pa tak pohchana yane pa tak network ka trancffer karna .
To mai ye kehna chahta hu ki jab bhi koi mobile aapke pass repairing ke liye ata hai or usame network ka problem ho to aapko pa or antina swich ko check karke dekhna padega ya fir daag lagana padega jisse network aa jaye.isake bareme or bhi jankari aapko dege jab aap hume comment me batayege.

3.      Redio frequency ic..
     
mobile ic pcb part janakri in hindi
Ab aapko batayege ki redio ic kya hoti hai or isaka use kaha hota hai kis part me lagi hotit hai aap tik pa ke niche ke bhag dekhiye ise redio ic kehte hai ya fir photo me dekh sakte hai ye ic 13 mega hard ki hoti hai jisse power ka supply karti hai crestel ko supply karti hai.redio ke side me jo ic hoti hai use  chabbi mega hards kehte hai. Or isaka kya kaam hota hai ki ye ic  cpu  tak power supply ka kaam karti hai.
   Ager ye ic kharab ho jati ya damage ho jati hai to bhi hame network ki problems ati hai to jab aap mobile ko check kare to is ic ko bhi check karke dekhe.or ab jo left side me hai redio ic ke use hum  vco kehate hai (volt control oscllater) kehte hai.ab isaka kya kaam hota hai ki  voltage ko cantroll karna . ise sabse jada jaroorat hoti hai power ic ki .to isaka kaam kya hota hai jab bhi hum mobile me koi voltage dete hai to ye vco voltage ko control karta hai. So ager ye damage ho jaye ya kharba ho jaye to mobile on nahi hota hai ya network ki problems ati rehti hai.

4.      Audio ic.
audio ic information jisse song bajate hai.
Ab aapko batayege audio ic ka kya kaam hota hai or kase reapir kare audio ic ko or ye ic mobile pcb me kaha lagi hoti ahi so aapko sirf information lene ki jaroorat hai baki to aap photo ko dekh kar hi pata laga sakte hai ki ic kaha lagi hoti hai .
       So ager ye ic kharab ho jaye ya damage ho jaye to aap fon lagate hai or awaj ati hai dsre person ya aap song baja rahe ho to aapke mobile ka speaker jo hai usaka awaj nahi ayega samjiye ager ye ic damage hoti hai to audio ke job hi problems vo problems isi ic ke wajah se ate hai .isake bareme bhi detail me bateyege.to ye ic kaha hoti hai redio ic ke niche hoti hai aap dyan de ki aapko mobile ke head se lekar niche tak sabhi ic ke bareme jakari share ki ja rahi hai or photo se aap bahut hi jald samaj sakte hai ki konsi ic kaha lagi huyi hai.

5.      Power ic .
   
 power ic janakri ni hindi mobile75help.blogspot.com
To power ic ka kaam hai ki regular mobile ke her ek part ko voltage dena jisse mobile dinbhar on rehata hai.yaneke mobile me jitane part ko power ki jaroorat hoti hai use ye power ic power supply karti hai.

6.      Cpu.
        

mobile phone cpu ic janakri in hindi mobile75help.com
Power ic ke right side me bajume hi cpu laga hota hai jisaka kaam hota hai sabko manage karna yaneke jitane pcb ke part hai unka  cpu brain mana jata hai .yadi ye damage ho jaye ya koi or problems aa jaye jaise audio problems,ic problems ,mobile on nahi hona ,mobile phon charg nahi hona,yane jab bhi cpu me koi kharabi aa jati hai to samaj lijiye aapka mobile dead hai ager aapne sabhi ic badal kar dekh li or bhi kaam nahi ban pa raha hai to aapko cpu ko check krke dekhana chaiye ki kahi cpu ka koi point to nahi nikala huva hai ay kahise damage to nahi hai isaka dyan rakhe or kaam kare.


7.s ram (permanent memery).\
             
s ram hindi me ic jankari
To is ic ka kaya kaam hota hai jab hum kisi bhi mobile me software ka use karte hai ya koi software mobile daalte hai to is ic per bura sar pa sakta hai jisse hamara mobile dead bhi ho sakta hai isliye is ic ko na chede to hi behtar hoga ay fir ap pracitcle karkr dekh sakte hai.

7.      Flash ( temporary memery.)
Is ic ka kaam hota hai ki jo aapke mobile me wallpapers,audio,ringtones,picture ya temrori file  ,isse kya hota hai ki ye ic ager fhoto me koi virus ho ,to ham us foto ko delet nahi kar sakte akser hota hai ki koi photos delete nahi hote hai to hum ise software ke jariye photo ,wallpaper ko delet kar sakte hai.ye hota is ic ka kaam .


8.      Charging ic .
    Isaka kaam hota hai ki jab ye ic damage ho jati hai ya kharab ho jati hai to mobile charg nahi ho pata isliye jab bhi koi charging problems ki samsya ho to aap is ic ko check karke dekhe jisse problems solve ho jayegi.


9.      User interface.
   Is ic ko user interface kehte hai is ic ka kaam hota hai ringer ko ,vibrator moter ko,keypad ko support karta hai .ager ye ic damage hoti hai ya kharb hoti hai to aapka ringer kaam nahi karega ,vibrate motor kaam nahi kareg,keypad kaam nahi karege ,so ager aapke pass koi mobile ata hai is problems ko leker to aapko is ic ko check karna chaiye.


10.  Led .
     Ab aapko led ki bareme batyege jo aap dekh sakte hai ki user interfaced ke tik niche 2 point hote hai use hum led kehte hai.to isak kaam kya hota hai ki jab keypad me koi problems ati hai to is led ke wajah se ati jisse hamare mobile ke light ob nahi hote ya keypad kaam karna chod dete hai koi button on nahi hota ya jung lag jata hai to keypad button dabane se dab nahi pate iasake bareme bhi post karege ager aapka sathh hai to.so ager aapke pass keypad ki problems ati hai to aapko is led ko check karna chaiye.


 Ic ke 2 se 3 prakar hote hai .jo aapko neche batate hai, dyan se pade.

 Smd ic ...
                     Smad ic hoti hai jisake charo side se barik barik ball jaise nok hote jisse ham jumpring karte hai.


 Reball ic  ...
          Ye ek aisi ic hoti hai jis ic per ball ke jaise bunke lage hote hai jisse hum reboliing kate hai smd ke sahayta se  jasper baal jaise noke gol bane hote hai mobile phone me sabse jada bg ic hi use ki jati hai jo iron ke help se bhi hum rebolling ka sakte hai isliye is ic use jada kiya jada hai.
So dosto ager aapko hamare post acche ;ag rahe hai to aap comment ke throw bataye jisse hum aage or bhi post kar sake.or aapke dosto me share karna na bhule jisse unki bhi life bane or vo koi karbhar kar sake koi business suru kar sake.hamare site per ate rahe aapko or bhi janakri pcb ke body ke bareme di jayegi ye post bahut lambi ho rahi thi isliye agle oart me or batayege ,subscribe karna na bhule like kare share kare or khush rahe.
Ager aapko koi problems ati hai to aap puch sakte hai hamare site ko promot karne ke bus ek hi tarika hai aapka sath so dosto ager koi bhi pareshani ati hai comment me puch sakte hai.



Tag:
Mobile repairing course in hindi india me,

Display fault repair,
Keypad faul repair,
Software fault repair,
Ic problems repair,
Dead mobile problems repair,
Etc mobile problems reapir in himndi full course.