Mobile Ki battery Kaise Thik Kare



          Hello dosto ummid hai aap thik hoge,aj ke topic me hum janege ki jo Mobile Ki battery Kaise Thik Kare -Dead Battery Kaise Repair Karehoti hai use kaise repair kare battery booster karke ye bahut hi asan ha imager hame pata nahi hota ki kaise repair kare mobile phone ke battery ko to chaliye aapko bata dete hai ki kaise repair ki jati hai battery .aj ke topic me hum aapko batayege ki battery ko boost karke kaise repair kiya jata hai.





    To sabse pahle hame ye jana jarooir hai ki battery ko kyu boost kiya jata hai or kya jaroorat hoti hai hame isaki.to jab hamare pass koi mobile repai ke liye ata hai to hame old battery ki neeed hoti hai use mobile ko check karne ke liye to battery boost ka 



matlab hota hai ki ager us dead battery me kuch bhi energy nahi hai to use kaise energy de or battery ko use me laya ja sake.jab hamare passs koi mobile ata hai to naye naye mobile model ate hai isliye hum battery boost ke jariye mobile me use kar sakte hai.

                 Aksar kya hota hai ki kuch batteries down ho jati hai or vo open nahi hoti ya current supply nahi karti hai to hame kya karna hota hai aj usoike bareme aapko batane ki koshish kar rahe hai.to hume battery ko jada energy dena hai or on karna hai.ager aapko mobile repairing ka course accha lag raha hai to comment ke jariye bataye taki mai aage or post likh saku.
     Step 1.
           
mobile phone ke dead battery reapir in hindi course
  Jo aapka power supply hota hai ya mashine hoti power ki aapko vaha ek on off button dikhai dega use on karde.


Step 2.
        Dusar method hai power ke baju me jo boost ka button hai isisse hum boost karte hai battery ko. aap uper photo me dekh sakte hai power ke  name ke najdik ek button hai.

Step 3.
 Or tisara swich hota hai holtage ka yaneke aapko mobile kee battery ko kitana charge karna hai or kitane oltage per battery ko boost kare.or aapko battery ko boost karneke liye 4.5 ka voltage rakhana hai jisse battery energy tik se charge ho.

Step4 .
   Battery boost karte samay kya savdhani rakhani chaiye jab hum battery ko boost karte hai to jada der tak na rakhe yahi koi 1 se 2 minute tak charge kare.or fir kadle jisse hume kuch der ke liye battery me energy aa jayegi .

   Ab janege ki battery ko boost kaise kare step ko follow kare..



Mobile Ki battery Kaise Thik Kare -Dead Battery Kaise Repair Kare


1.                                            Indigeter ke jo wire hote hai vo board me daal de.or jo boost ke wire hote hai vo aapko battery ke + - ke do siroper lagana hota hai.
mobile ke dead battery ko kaise repair kare

2.    
                                                                    Indicator ko on karde button ko on karde.ab jab aapke pass koi mobile lekarata hai to or aapko us mobile ko on karna hai to aap jis battery  boost kiya hai usise aap mobile ko on karne ke liye check kar sakte hai.




3.   
                                 Ab do wire hai or batteyr ke do bhag hote hai plus or minus un dono siroper koi bhi wire kisi bhi side lagaker dekhe.




4.    
  Or                     aap jab wire ko pakadte hai to aap wire ko minus or plus se haat se lagaye apko ise current ka jhatka nahi lagega kyuki voltage bahut kam hota hai isam koi risk nahi hai mager aapko isako samaj ke lena hoga or practise karte rahe.
dead battrey repair mobile phone ,in hindi battery repairing course

5.    
                                                Or jab battery ko endigeter ke wire lagate hai to aapko indigetor me ek lite red vala jada chamak marega.jissse hamme samaj me ata hai ki battery boost ho rahi hai.




6.      Kuch battery aise bhi hoti hai ki  1minute ke ander on nahi hoti hai to 2 minute tak wire ko battery se lagaker rakhe jisse battery boost ho jayegi yane full charg ho jayegi.




7.      To kaise pata kare ki battery boost huyi hai ya nahi aap battery ko toung per touch karke dekhe ager current aa raha hai to battery boost ho gai hai oragr current nai aa raha hai ot to samaj lijiye boostho gayi.




8.                                                Or haa baar baar wire na lagaye battery ke connecter per ise kya hota hai ki battery kharab bhi ho sakti hai.isliye ager aapko samaj me nahi ata hai to aap hame comment krke puch sakte hai.



 mobile phone ke dead /kharab battery soluitons 

second ways .



   1. maine aapko uper booster ke jariye dead battery ko kaise repair kare ki jankari share ki hai ab is topic me hum bina booster mashine ke kaise dead battery ko repair kare uski janakri sikhne vale hai so hamare content update hote rehte hai isliye ekbaar hamare old article ko jarur read kare. 





 so chaliye jante hai ki kaise aap  koi bhi mobile phone ke pure dead battery ko kaise thik kare /repair kare uske bareme jaan lete hai . mai bhi dead battery ko repair karne ke liye yahi traika use karta hu or aapko kisibhi booster mashine ki ya  jhatka mashine ki jarurat nahi hai aap koi bhi or kisibhi battery ko easily reapir or firse chalu kar sakte hai chahe vo kitne bhi day ki kyu na ho so chaliye dekhet hai.






 apko only ek charger ki jarurat hai ab jo bhi charger hai aapke pass uske jo lamba wire hai usko bich me se kaat didjiye cut kijiye bleds se ya kisi or upakaran se .





ab aap dekh sakte hai charger wire ke andar 2 wire hai ek  red hai or ek black hai  ab aapko kya karna hai koi bhi ek dead battery ko le or charger ko on kare or charger ke 2 pins ko red ko or black ko battery ke plus or minus 2 contact per 5 minute tak vaise hi lagaye rakhe yanake aapko sirf charger ke jo 2 wire hai unko battery ke +- sire per 5 minute tak lagakar rakhna hai uske baad battery ko 




mobile phone me lagakar dekhe ab aapke mobile phone me vo dead faulti battery charge hone lag jayegi . kuch der ke baad mobile phone ko bhi open karke dekhle mobile phone bhi on ho jayega .





so kaise rahi ye janakri small hai magar kisibhi company ke daed battery ko aap asanise easily repair kar skte hai .so hamare article ko socail media per jarur share kare or hamare post update hona suru ho gaye hai aap old article ko raed karte rahe kyuki hum aise hai new mobile phone reapairing technology tips share kar rahe so thanks for read my article 





                                           So dosto ager aapko ye jankari acchi lagi ho to aap aapke dost ko is site ke bareme share kar sakte hai,job hi aapka garib dot hai or vo koi bhi kaam nahi kar raha hai to use is site ke bareme bataye jisse vo apni life bana sakte hai.or aap bhi hamare site ko like or subscribe kare jab hum new post karege to direct aapke email id per mail send ho jayega.








 Thank for read my tutorial........